YouTube Se Paisa Kaise Kamayen
1. Sabse Pehle Apni Quality Ko Jaaniye Koi bhi video banane se pehle aapko ye jaanna zaruri hai ki aap Kis Topic ko Duniya ke samne sabse achhe tarah se smjha skte hain. Kyuki kai log bas paisa kamana hai sochkar apna youtube channel bana dete hain lekin baad me unki smjhai hui baatein log smajh nahi paate hain aur maayus hojar inhen apna Youtube se paisa kamane ka sapna chhodna padta hai.Agar aap pyar mohobbat par achha bol sakte hain to In par videos banaiye, Yadi aap khana acha banate hain to Food se releted video aap banaiye.
2. Lagatar Video Upload Karna Kai log aise hain jo aona channel to bana defe hajn magar usme naye naye videos daalne ke liye unke paas kuch bhi nahi hota hai. Aap maan lijiye ki aapko kamyabi yahan tabhi milegi jab aap lagatar youtube me videos daalte rahenge.
3. Copy Karna kai log doosre ke videos ko copy karke apna banake youtube me daal dete hajn. Jo ko baut hi galat baat hai aur Google is baat ko pakad leta hai ki aapne ye video kahi se copy kiya hua hai isse aapke videos hit nahi ho paate hain nateezan aapke videos par viewa nahi aa paate.
Sahi Topic Me Video Banana Aap bhulkar bhi aise topic par videos naa banayen jinko dekhke kisi kaa bhi dil dukhe. Chahe wo Rajnaitik baate ho yaa Dharmik. Aap kabhi bbi kisi ko bhi nichaa dikhane jaisaa koi bhi video na banayen.

टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें