Khoobsurat Dikhne Ke Tarike
Aajkal ke bhaagdaud mein hum ladkiyan apni skin ka khayaal hi nahi rakh paati. Jiska natija har roz koi na koi nayi skin problems hamare saamne aati hain. Inhi pareshaniyon ko door karne ke liye hum laaye hain aapke liye Khoobsurat Dikhne Ke tarike.
1. Zyaada se zyaada paani piye: Jee haan, aap jitna zyaada ho sake paani piyein, shudhh paani aapke shareer ki sundarta ko banaye rakhta hai.
2. Jitna ho sake baahar ka khaana avoide karein: Baahar ka khaana khane se pet se related bimariyan hone ki sambhavna kaafi had tak padh jaati hai, jisse aapki skin ko bhi nuksaan pahuch sakta hai, isiliye koshish karen ki zyaada se zyaada aap ghar ka hi khaana khayein.
3. Kam se kam 7 ghante ki neend zaroor lein: Kai log time ki kami ke wajah se achhi neend nahi le paate, natiza, aakhon ke neeche dark ciccles ya aisi hi kai aur beemariyan. Achhi neend aapki khoobsurati ke liye kaafi zaroori hai, isiliye koshish karein ki kam se kam 7 ghante ki neend to zaroor hi lein.
4. Market mein bikne waale beauty product's ka kam se kam istemaal karein: Aajkal TV mein har samay koi na koi beauty product dikhakhaya jaata hai, jinmein kai tarah ke camicals hote hain, jo aapki tvacha ko nuksaan pahucha sakte hain, Isiliye is tarah ke products ko use karne se bachein.
5. Khaane mein slad aur hari sabjiyon ka use karein: Jitna zyaada ho sake khaane mein hari sabjiyan aur salaad ka use karein. Ye aapke shareer mein khoon ki maatra ko badhata hai. Jisse chehre ka nikhaar bana rehta hai.
नोट: कृपया ध्यान दें , उपर्युक्त जानकारियाँ व्यक्तिगत अनुभवों व रिसर्च के आधार पर दी गई हैं , किसी भी समस्या के निवारण के लिए अपने डाक्टर से संपर्क करें.
2. Jitna ho sake baahar ka khaana avoide karein: Baahar ka khaana khane se pet se related bimariyan hone ki sambhavna kaafi had tak padh jaati hai, jisse aapki skin ko bhi nuksaan pahuch sakta hai, isiliye koshish karen ki zyaada se zyaada aap ghar ka hi khaana khayein.
3. Kam se kam 7 ghante ki neend zaroor lein: Kai log time ki kami ke wajah se achhi neend nahi le paate, natiza, aakhon ke neeche dark ciccles ya aisi hi kai aur beemariyan. Achhi neend aapki khoobsurati ke liye kaafi zaroori hai, isiliye koshish karein ki kam se kam 7 ghante ki neend to zaroor hi lein.
4. Market mein bikne waale beauty product's ka kam se kam istemaal karein: Aajkal TV mein har samay koi na koi beauty product dikhakhaya jaata hai, jinmein kai tarah ke camicals hote hain, jo aapki tvacha ko nuksaan pahucha sakte hain, Isiliye is tarah ke products ko use karne se bachein.
5. Khaane mein slad aur hari sabjiyon ka use karein: Jitna zyaada ho sake khaane mein hari sabjiyan aur salaad ka use karein. Ye aapke shareer mein khoon ki maatra ko badhata hai. Jisse chehre ka nikhaar bana rehta hai.

thankx
जवाब देंहटाएं