Computer Ya Laptop Kya Khareedna Sahi Hai
Computer ya Laptop. Aajkal kai log is baat se confused rehte hain ki wo apne liye ya apne bachho ke liye computer lein ya fir Laptop. Aaj hum aapko kuch aise tips denge jinse aapka ye confustion hamesha ke liye door ho jaayega ki aapke liye computer sahi hai ya laptop. 1. Use Kise karna hai: Aga kisi aise insaan ko computer ya laptop use karn hai jise usme rakha hua Data kahi aur lejaakar kisi ko dikhana padta hai aisi condition me aap Laptop lijiyega. Lekin agar aapko sirf ghar ke andar ke liye hi use karna hai to Laptop me paisa kharcha karna samajhdari nahi hogi. Aap fir Computer hi lijiyega. 2. Apna Budget Tay Karein: Agar aapko lagta hai ki Paisa kam se kam kharch karke aapko kaam karna hai to apa computer hi lijiyega,kyuki Laptop ki apkesha Computers Saste aur Tikau hote hain. Laptop jaha ek baar kharab hone par aapko bahut saara paisa kharch karna padta hai wahin computer me koi dikkat aane par laptop se kaafi kam paiso me hi kaam ho jaata hai . 3. Long Lif : Aga...